ओ रेहबारा Rehbara Song Lyrics In Hindi – Vilen

Rehbara Lyrics In Hindi: is latest Hindi song sung by Vilen with music is given by Vilen while Rehbara song lyrics are written by Vilen. The music video released by Vilen YT Channel.

Rehbara Lyrics

O Rehbara
Meri Mohabbat Besabar
Dhunde Hai Tujhko Darbadar
Raahon Mein Mujhko Chodkar

Kyu Puchta?
Mere Armaano Ki Khabar
Baitha Jab Khudko Todkar
Tanha Tu Pichle Mod Par

Jab Gungunati Chale Wo Pawan Hawa
Mere Kano Mein Aake Kehti Sada
Kyu Hai Yaadon Mein Pagal O Bezubaan
Ya To Kehde Ya Khudse Karle Sulah

Wo Rog Hi Hai Jo Dil
Bas Dosh Ginata Hai
Jo Bheed Mein Logo Ko
Tanha Kar Jata Hai

Na Jod Tu Afsane
Jhanjhod Ke O Sajni
Kaliyon Ki Mohabbat Mein
Bhawra Bhi To Gaata Hai

Aake Zara
Meri Baahon Ko Le Jakad
Apna Le Firse Wo Safar
Choda Jo Pichle Mod Par

O Rehbara
Meri Mohabbat Besabar
Dhunde Hai Tujhko Darbadar
Raahon Mein Mujhko Chodkar

Leave a Comment